Aah Ko Chaahiye Aah Ko Chaahiye Ik Umar Asar Hone TakAah ko chaahiyAah ko chaahiye ik umar asar hone takKaun jiitaa hai terii zulf ke sar hone takAashiqii sabartalab aur tamannaa betaabDil kaa kyaa rang karun khuunejigar hone takHam ne maanaa ke tagaaful na karoge lekinKhaak ho jaayenge ham tumako khabar hone takGamehastii kaa 'asad' kis se ho juz marg ilaajShamm'a har rang men jaltii hai sahar hone tak
Anokhi Wazah Hai Saare Zamane Se Nirale HainAnokhi wazah hai saare zamane se nirale hainYeh aashiq kaun si basti ke ai rabb rehne wale hain
Aadmi Aadmi Se:Aadmi aadmi seAadmi aadmi se milta haiDil magar kam kisi se milta haiRooh ko bhi maza mohabbat kaDil ki hum-saegi se milta haiAaj kya baat hai ki phulon kaBhool jata hun main sitam uskeHosh jab be-khudi se milta haiKarobar-e-jahan sanwarte hainMil ke bhi jo kabhi nahi miltaRang teri hansi se milta haiTeri khush-qamati se milta haiToot kar dil usi se milta haiSilsila fitna-e-qayamat kaWoh kuchh is sadgi se milta hai
Ek Do Roz Ka Sadma Ho To Ro Len 'Fakir'Ek do roz ka sadma ho to ro len 'fakir'Hum ko har roz ke sadmaat ne rone na diyaSadma: shoc
Hum Ko Unse Hai Wafa Kee UmeedHum ko unse hai wafa kee umeedJo nahi jaante wafa kya haiHaan bhala kar tera bhala hogaAur darvesh kee sada kya haiTranslationWe hope for fidelity from themWho do not know what fidelity may beYes, do well, well will come to youWhat else is the dervish's cry
Ai Maut Aa Ke Humko Khamosh Toh Kar Gayi TuAi maut aa ke humko khamosh toh kar gayi tuMagar sadiyon dilon ke andar, hum goonjte rahenge